Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Maang Loonga Main Tujhe
meri duniyaa ko lootane waale meri hasti ko mitaane waale tere darr pe kabhi insaaf bhi hoga iss beaaram duniyaa mein kahin aaraam bhi hoga maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila mere haalat koi naa jaane dil ke jazbaat koi naa jaane mere haalat koi naa jaane dil ke jazbaat koi naa jaane jo sahaare the tanhaaiyon ke wo khayaalat koi naa jaane maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila mitt gaye mere sapnon ke saaye huye apne aaj paraaye mitt gaye mere sapnon ke saaye huye apne aaj paraaye ab waapas mujhe bula le meri haalat pe hasne waale maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila
maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi ye baat agar tum keh do kabhi phoolon ko barasna aa jaaye bijli ko chamkna aa jaaye maangi hain duwaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen mehfil mein kisi din aa jaayen saaqi ko behakna aa jaaye saagar ko chhalknaa aa jaaye maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen
maangi hain humne duayen tumse mohabbat nibhayen tumhare liye hi duniya mein aaye tumko hi apna banayen maangi hain humne duayen tumse mohabbat nibhayen tumhare liye hi duniya mein aaye tumko hi apna banayen maangi hain humne duayen taaron mein ye chamak tum se hai phoolon mein ye mahak tumse hai idhar dekhiye udhar dekhiye tumhi tum base ho jidhar dekhiye maangi hain humne duayen tumse mohabbat nibhayen tumhare liye hi duniya mein aaye tumko hi apna banayen maangi hain humne duayen dhadkan mein tum samaaye raho khayalon pe tum chhaaye raho leharon mein tum machalte raho saansoon ke saath chalte raho maangi hain humne duayen tumse mohabbat nibhayen tumhare liye hi duniya mein aaye tumko hi apna banayen maangi hain humne duayen tumse mohabbat nibhayen tumhare liye hi duniya mein aaye tumko hi apna banayen maangi hain humne duayen
maangi thi ek dua jo qabool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ummeed ki kali khil ke phool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi hum sochte the ye dil muft mein diya hum sochte the ye dil muft mein diya kitna haseen magar tohfaa humen mila keemat humare pyaar ki wasool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ab ke bahaar mein dil mera khil gaya oooo ooooo ooooo ab ke bahaar mein dil mera khil gaya jiss ki thi aarzoo wo mujhko mil gaya jannat mere liye ab fazool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ummeed ki kali khil ke phool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi
maano to main ganga maa hoon naa maano to behtaa paani maano to main ganga maa hoon naa maano to behtaa paani jo swarg ne di dharti koooooooooooo jo swarg ne di dharti ko main hoon pyaar ki wohi nishaani maano to main ganga maa hoon naa maano to behtaa paani yug yug se main behti aayi neel gagan ke neeche sadiyon se ye meri dhaara pyaar ki dharti seenche meri lehar lehar pe likhi haiiiiiiiiiiii meri lehar lehar pe likhi hai iss desh ki amar kahaani maano to main ganga maa hoon naa maano to behtaa paani koi wazooo kare mere jal se koi wazooo kare mere jal se koi murat ko nehlaaye kahin monchi chamde dholye kahin pandit pyaas bhujhaaye ye jaat dharam ke jhagdeeeee ye jaat dharam ke jhagde insaan ki hai naadaani maano to main ganga maa hoon naa maano to behtaa paani gautam ashok akbar neeeee yahaan pyaar ke phool khilaaye tulsi gaalib meera neeeeee yahaan gyaan ke deep jalaaye mere tath pe aaj bhi goonjeeeeee mere tath pe aaj bhi goonje naanak kabir ki baani maano to
maano ya na maano maano ya na maano meri zindagi ki bahaar ho meri zindagi ki bahaar ho jaano ya na jaano jaano ya na jaano mere dard e dil ka karaar ho mere dard e dil ka karaar ho maano ya na maano dil ne jiska naam liya hai daaman uska thaam liya hai dil ne jiska naam liya hai daaman uska thaam liya hai jab jab dard utha hai dil mein maine tera naam liya hai naam liya hai maano ya na maano aaj mujhe in do aankhon ki masti mein tum kho jaane do aaj mujhe in do aankhon ki masti mein tum kho jaane do kar lo poore dil ke armaan hota hai jo ho jaane do ho jaane do jaano ya na jaano jaano ya na jaano mere dard e dil ka karaar ho mere dard e dil ka karaar ho maano ya na maano maano ya na maano
ye kiski hai aahat ye kiska hai saaya hui dil mein dastak yahan kaun aaya hum pe ye kisne hara rang daala hum pe ye kisne hara rang daala khushi ne hamaari humein maar daala maar daala maar daala maar daala humein maar daala humein maar dala humein maar daala allah maar daala allah maar daala allah maar daala na chaand hatheli par sajaaya na taaron se koi bhi rishta banaaya na rab se bhi koi shikaayat ki har gham ko humne chhupaaya har sitam ko haske uthaaya kaanton ko bhi gale se lagaaya aur phoolon se zakhm khaaya haan magar dua mein jab ye haath uthaaya oh oh oh haan magar dua mein jab ye haath uthaaya khuda se dua mein tumhein maang daala maang daala maang daala maang daala humein maar daala humein maar daala humein maar daala allah maar daala allah maar daala allah maar daala maar daala oh maar daala maar daala ho maar daala maar daala maar daala maar daala maar daala
maar diya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye maar diya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye jaam diya jaaye ke zehar diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye kaanch ki choodiyaan bhi maine khankayeen apni zulfein bhi maine to bikharaeen kaanch ki choodiyaan bhi maine khankayeen apni zulfein bhi maine to bikharaeen tujh ko zanzeer haann zanzeeren tujh ko haan haan tujh ko zanzeer lekin pasand aayeen qaid kiya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye aa rahi hai hansi teri kahani pe aa raha hai taras teri jawani pe aa rahi hai hansi teri kahani pe aa raha hai taras teri jawani pe aaj tu hai meri tu hai tu hai meri aaj tu hai meri meharbaani pe tod diya jaaye dil jod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye ek bhujhti hui shamma ke
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi laaj kaa ghunghat chup ke taale laaj kaa ghunghat chup ke taale maine aakhir tod hi daale hoti hai to ho jaaye ab duniyaa mein ruswaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi phir naa kahin ye ghum mil jaaye hooo phir naa kahin ye ghum mil jaaye aaj hi kyun naa hum mil jaaye kya saathi kya baaraati kya doli kya shehnaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi har mushkil aasaan ho jaati pehle agar ho pehle agar ye haan ho jaati humne haan karne mein tauba kitni der
humein kya pata tha ki dil ki kali ko masal denge wo humein kya pata tha ki raahat ko ghum mein badal denge wo mohabbat ke waade aur jhuthi kha kasmein kisi aur ke hoke chal denge wo maar kataari mar jaana maar kataari mar jaana re akhiyaan kisi se milaana na ho milaana na maar kataari mar jaana re akhiyaan kisi se milaana na ho milaana na kha ke zahar mar jaana re man mein kisi ko basaana na ho basaana na haaye duniya ki koi bhi cheez ab bhaati nahin chain ab aata nahin hai neend ab aati nahin jinko aana tha na aaye jaane waale ja chuke aaa dil ko jaana tha gaya par jaan kyun jaati nahin peechhe pade hai pachhtaana peechhe pade hai pachhtaana tu apna kisi ko banaana na ho banaana na peechhe pade hai pachhtaana tu apna kisi ko banaana na ho banaana na maar kataari mar jaana re akhiyaan kisi se milaana na ho milaana na kyun in aankhon ne unka ab tak intezaar kiya kyun is bhole dil ne un par baar baar aitbaar kiya jo yahi mohabbat ka badla mujhko milne waala tha
laage manwa ke beech kataari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari haye kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari aisa ghoonghru payaliya ka chhanka haye haaye re chhankaa mori mala mein atak gaya man ka haaye re man ka main to bhoola prabhu main to bhoola prabhu sudh budhh saari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya brahmacharii koi chanchal koi matwaali hai matwaali hai koi natkhat koi bholi bhaali hai bholi bhaali hai kabhi dekhi na thi kabhi dekhi na thi aisi phoolwari ke maara gaya ke maara gaya brahmacharii bade jatnon saakh banayi thi haan banayi thi mori barson ki punya kamayi thi haan kamayi thi taine pal mein haaye taine pal mein bhasam kar daari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari haye kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya ke maara gaya brahmacharii
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmm pila de saaqi mila ke humko sharaab aadhi gulaab aadha milega roze hashar tumhein bhi azaab aadha shabaab aadha maara thumka maara thumka badal gayi chaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal mitwa maara thumka badal gayi chaal mitwa mara thumka badal gayi chaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal dekho dekho re hamra kamaal mitwa main chidi re chidi dekh main to udi main chidi re chidi dekh main to udi apne baabul ki hoon main akeli kudi aashiyaana bana le mujhe ghar mein basa le aashiyaana bana le mujhe ghar mein basa le mera kya hai main jaake mudi na mudi mudi na mudi mudi na mudi mudi na mudi maar daaloongi khud ko sambhaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal mitwa maara thumka mara thumka badal gayi chaal mitwa dekho dekho re hamra kamaal mitwa hmm hmm hmm hmm hmm hmm koi aaye bhi na koi jaaye bhi na koi aaye bhi na koi jaaye bhi na aaj se apna naatak shuru ho gaya pehle
maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam ik sabzpari dekhi aur dil ko ganva baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe phir hosh loota baithe kaahe ko main muskuraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam aabru ki kataari se nainon ki dodhaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se ik baad e bahaari se ye zulf kyon lehraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam is pyaar ki mehafil mein wo aaye muqaabil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein halchal si hui dil mein chahat ki saza paai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam
ho ho ho ho aa la la la la la la ho la la la la la la la la ho maarenge ya mar jaayenge wo dhamaaka kar jaayenge dekho dekho gaur se dekho aage aage hota hai kya maarenge ya mar jaayenge ho o o o o maarenge ya mar jaayenge wo dhamaaka kar jaayenge dekho dekho gaur se dekho aage aage hota hai kya maarenge ya mar jaayenge ho wo dhamaaka kar jaayenge panchhi bezubaan tu bada nadaan lene aa gaye hain tujhe tere meherbaan ho panchhi bezubaan tu bada nadaan lene aa gaye hain tujhe tere meherbaan are sochne mein der na kar phir ye din kahaan maarenge ya mar jaayenge wo dhamaaka kar jaayenge dekho dekho gaur se dekho aage aage hota hai kya maarenge ya mar jaayenge ho wo dhamaaka kar jaayenge ho o o ho piya paalki mein ye laal pari hai iske ang ang mein wo masti bhari hai paalki mein ye laal pari hai iske ang ang mein wo masti bhari hai are le udegi iski yahi jaadugari hai maarenge ya mar jaayenge wo dhamaaka kar jaayenge dekho dekho gaur se dekho aage aage hota hai kya
hey maa hey maa hey maa hey maa hey maa maa hey maa hey maa maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ki mahima dekho jyot din raina jaage jaage maat ang chola saaje har ek rang chola saaje hey maa hey maa hey maa tu odhe laal chunariyaa gehenon se kare shingaar sheron par kare sawaari tu shakti ka avtaar tere tej bhare do naina tere adhron par muskaan tere dwaare sheesh jhukaein kya nirbal kya balwaan hey maa sheron waaliye paudan waaliye hey maa hey maa tere hi naam ka maata jagat mein danka baaje baaje maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ki mahima dekho jyot din raina jaage maat ang chola saaje har ek rang chola saaje hey maa hey maa hey maa uncha hai mandir tera uncha tera asthaan daani kya koi dooja maa hoga tere samaan jo aaye shraddha le ke wo le jaaye wardaan hey maata tu bhagton ke sukh dukh ka rakhe dhayaan hey maa lattan waaliye sheran waliye paudan waaliye maa hey maa tere charnon mein
aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaa maata saraswati sharada maata saraswati sharada hey maata saraswati sharada vidiya daani dayani dukh harini jagat jananni jwalamukhi maata saraswati sharada hey maata saraswati sharada vidiya daani dayani dukh harini jagat jananni jwalamukhi maata saraswati sharada hey maata saraswati sharada kijie sudrishtiiii kijie sudrishti sevak jaan apna itnaa vardaan dijiye taan taal aur alaap buddhi alankaaaar sharada hey maata saraswati sharada vidiya daani dayani dukh harini jagat jananni jwalamukhi maata saraswati sharada hey maata saraswati sharada hey maata saraswati sharada
hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmmmmm hmmmmmmmmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm maathe ki bindiyaa bole kaahe ko gori dole sajna gaye re pardes maathe ki bindiyaa bole kaahe ko gori dole sajna gaye re pardes apni khabar naa tera pataaaaaaaa bhejun kise sandes hooooo bhejun kise sandes hoooo ooooo ooooo ooooo maathe ki bindiyaa bole kaahe ko gori dole sajna gaye re pardes raah nihaarun teriiiiiiiii hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm raah nihaarun teriiiiiiiii din ho yaa rain haaye naahin re bhool paayeeeeee tujhko ye nain haaye chaand bhi dhoka de nahin paayaaaaa barson liya tera bhes hoo barson liya tera bhes hoooo ooooo ooooo ooooo maathe ki bindiyaa bole kaahe ko gori dole sajna gaye re pardes hooooo oooo ooooo sajna gaye re pardes roro deewaali beetiiiiiiiii barsaa gayi re holi keenchi naa chunar tuneeee bheege naa meri choli sooni sejariyaa jab jab dekhunnnnn laage jiyaraa pe thes hooo laage jiyaraa pe thes hoooo ooooo ooooo ooooo maathe ki bindiyaa bole kaahe ko gori dole sajna
yeeeeeee maati kahe kumhar se tu kya raunde mohe ek din aisa aayega main raundungi tohe maati mein mil jaana re bhai maati mein mil jaana maati mein mil jaana re bhai maati mein mil jaana maati mein mil jaana re bhai maati mein mil jaana yeeeeeeee do din ke jag ke mele mein aaj rahe kal jaana maati mein mil jaana re bhai maati mein mil jaana yeeee babuji babuji babuji babuji babuji babuji babuji babuji babu topi wala o bhaiya pagdi wala lelo lelo ye meri kanthi mala re lelo lelo ye meri kanthi mala lelo lelo ye meri kanthi mala re lelo lelo ye meri kanthi mala meri malam mein chhip jaaye sab gadbad ghotala sher saab ko mile sithani aur lali ko lala o babu topi wala o bhaiya pagdi wala yeeeeeeeee wohi sukhi hai jisne pyare tera manka jaana tera manka jaana maati mein mil jaana re bhai maati mein mil jaana mera paan banaras wala halka katha chuna eji halka katha chuna jis mein khali ek gilori chaila banka duna eji chaila banka duna soump supari khusbu thandak kala
o maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle tune prabhu ko dhan mein dhundha kabhi na apne mann mein dhunda bhool gaya maaya ke bande tujh mein base bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle maalik se kuchh chhupa nahi hai kaun hai jag mein kaisa maalik to hai pyaar ka bhukha log chadhayen paisa dhan ke lobhi ye naa jaane kya maange bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle rab hai wohi banaane waala tu hai kaun mitaane waala chhod de uspe saari baaten o murakh insaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maang Loonga Main Tujhe Romance (1983) 05:35 36583
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Poonam Dhillon
Duration : 05:35   Song Number : 36583   

Maanga Tha Pyaar Ramu To Diwana Hai (1980) 04:28 16306
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Chandru
Duration : 04:28   Song Number : 16306   

Maangi Hain Duwaayen Shikari (1963) 03:18 35917
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Madhumati, Rani
Duration : 03:18   Song Number : 35917   

Maangi Hain Humne Duayen Sun Meri Laila (1983) 03:28 32150
 
Poster of Sun Meri Laila (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Ashok Khosla
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Ashok Khosla
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Deepika (Chikhaliya)
Duration : 03:28   Song Number : 32150   

Maangi Thi Ek Dua Shakti (1982) 04:28 14218
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Rakhi
Duration : 04:28   Song Number : 14218   

Maano To Main Ganga Maa Hoon Ganga Ki Saugand (1978) 06:00 18413
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 06:00   Song Number : 18413   

Maano Ya Na Maano First Love (1961) 03:22 38630
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Duration : 03:22   Song Number : 38630   

Maar Daala Devdas (2002) 04:39 17931
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:39   Song Number : 17931   

Maar Diya Jaaye Mera Gaon Mera Desh (1971) 05:32 18003
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Laxmi Chhaya
Duration : 05:32   Song Number : 18003   

Maar Gayi Mujhe Teri Judaayi Judaai (1980) 05:41 18503
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:41   Song Number : 18503   

Maar Kataari Mar Jaana Shehnai (1947) 04:20 18731
 
Poster of Shehnai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 04:20   Song Number : 18731   

Maara Gaya Brahmachari Chitralekha (1964) 03:25 13004
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:25   Song Number : 13004   

Maara Thumka Kranti (1981) 05:00 39929
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 05:00   Song Number : 39929   

Maare Gaye Gulfaam Teesri Kasam (1966) 03:53 14337
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:53   Song Number : 14337   

Maarenge Ya Mar Jaayenge Pukar (1983) 05:42 38326
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 05:42   Song Number : 38326   

Maat Ang Chola Saaje Alingan (1974) 07:00 31107
 
Poster of Alingan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Romesh Sharma, Zahira
Duration : 07:00   Song Number : 31107   

Maata Saraswati Sharada Alaap (1977) 04:01 12632
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Tintal
Duration : 04:01   Song Number : 12632   

Maathe Ki Bindiyaa (Happy) Lahu Ke Do Rang (1979) 06:15 13579
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Helen
Duration : 06:15   Song Number : 13579   

Maati Kahe Kumhar Se Adhikar (1954) 05:13 16569
 
Poster of Adhikar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 05:13   Song Number : 16569   

Maati Ke Putle Sheroo (1957) 03:20 16440
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anup Kumar, Ashok Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 16440